Log ishq kartay hain
Log ishq kartay hain baray shor kay sath,
Humne bhi kia bare zor kay sath,
Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath,
Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
Related Posts
Mohabbat kro IBADAT k sath
Pyar kro NAZAQAT k sath
Dosti kro INSANIYAT k sath
SMS padh liya?
Chlo ab Rply kro SHARAFAT k sath
Boy:Darling Hamare pyar ke
bare mein kisi ko mat batana.
Girl: Sana ko to zaroor bataungi,
kehti thi kaun paagal hoga
jo tujhse pyar karega
Bubblo nay ENGLISH k paper k liye
Bubblo nay ENGLISH k paper k liye
“MY BESY FRIEND” ka essay tayar kia
lakin paper mai “MY FATHER” ka essay a gaya.
Ab us nay socha k “MY BEST FRIEND” ka essay he likhta ho lakin
FRIEND k jaga FATHER ka word likh don ga.
Ab ESSAY kuch u tha.
“Father are everywhere but good father rare very rare.
I have so many father but my best father is MR.Hassan.
He is my neighbour.
He often comes to my house
and my Mother likes him very much.”
chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain
Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain!
Girl:tum aisi-waisi harkat to nahi karoge?
Boy:bilkul nahi!
Girl:to phir rehne do…
naukrani: malkin aap udaas kion hain?
malkin: mujhey pata chala hay k
tumharay sahab ka kisi larki
say chakkar chal raha hay offcie main
naukrani: naheeeeeeen
.
.
.
.
.
.
sahab mujhai dhoka nahi dai saktay