Pata hai Main kya bana rahi hu
2 pyaz,
3 lahsun,
5 gm zeera,
3 kali mirch,
2 spoon namak,
4 spoon oil,
1 cup water
Aur thoda sa hara dhaniya.
Pata hai Main kya bana rahi hu?
.
.
.
.
.
.
.
Tumhain ullu!
Related Posts
Sahab: Tum bathroom mei q ghus aye
Sahab:
Tum bathroom mei q ghus aye,
kia tumhain pta nahi tha ke main naha raha hoon?
Mulazim:
Hazur galti ho gai,
main samjha tha begum sahiba naha rahi hain;-)
Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay…:D
naukrani: malkin aap udaas kion hain?
malkin: mujhey pata chala hay k
tumharay sahab ka kisi larki
say chakkar chal raha hay offcie main
naukrani: naheeeeeeen
.
.
.
.
.
.
sahab mujhai dhoka nahi dai saktay
What does ILU means?
I= I
L= Love
U=Urdu
so I love urdu…
tum kya samjhey they…
I love ullu..
to haan mein tum say bhi pyar karta hoon
Tumhare diay huy gham ki tumhain aisi saza mile,
tumko (motion) lagain aur tumko karne ki kahee jaga na mile..