Aik Tu Teri Awaaz Yaad Ayegi
Aik Tu Teri Awaaz Yaad Ayegi
Teri Kahi Hui Har Baat Yaad Ayegi
Din Dhal Jayega Raat Yaad Ayegi
Har Lamha Pehli Mulaqaat Yaad Aayegi
Related Posts
Khushbu Teri Dosti Ki Muje Mehka Jati Hai
Teri Har Baat Mujhe Behka Jaati Hai
Saas Toh Bahut Der Leti Hai Aane Me
Har Saas Se Pehle Teri Yaad Aa Jati Hai
Aankhon Mein Tera Aks Utar Lenge
Khushi Tujhko Deke Gam Udhar Lenge
Tere Jaane Ke Baad Aayegi Jab Teri Yaad
Tere Khayalon Mein Hi Waqt Guzaar Lenge
Archive for the ‘Yaad Shayari’ Category
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Haan Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Haan Magar Jab Bhi Saans Letaa Hoon
Khushboo Ki Tarha Saansoonmain
Roz Tum Bikhartee Ho
Rooh Main Har Dam Utartee Ho
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatee
Jab Kari Dopahar Main Sooraj Ka
Aks Meray Badan Pay Parta Hay
Saaya Ban Ker Saath Saath Chaltee Ho
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Raat Ki Zulf Jab Bikharti Hay
Sapna Ban Ker
Meri Sooni Aankhoon Ki
Rooshni Bhi Bantay Ho
Har Ghari Meray Saath Rahtay Ho
To Tumhain Kaisay Yaad Kar Loon Main
Bhool Jaoon To Yaad Kar Loon Gaa
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Haan Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Hichkiyon Se Aik Baat Ka Ehsaas To Hota Hai
Koi Hume Yaad To Karta Hai
Milne Na Aaye To Kya Hua
Par Chand Lamhe Hum Par Barbaad To Karta Hai
Raat Bhar Neend Hi Naa Aaye Tou
Ashq Aankhon Main Chhal Chhalaaye Tou
Kyaa Hua Hai Bataaiye Kaise
Yaad Koi Bahot Hi Aaye Tou