Na Salaam Yaad Rakhna
Na Salaam Yaad Rakhna Na Paigaam Yaad Rakhna
Ho Sake Tho Zindagi Mein Hamara Naam Yaad Rakhna
Related Posts
Wafa Ka Naam Na Liya Karoo
Wafa Dil Ko Dokhati Hai
Wafa Ka Naam Laytay Hee
Aik Bewafa Ki Yaad Ati Hai
Aankhon Mein Tera Aks Utar Lenge
Khushi Tujhko Deke Gam Udhar Lenge
Tere Jaane Ke Baad Aayegi Jab Teri Yaad
Tere Khayalon Mein Hi Waqt Guzaar Lenge
Archive for the ‘Yaad Shayari’ Category
Aik Tu Teri Awaaz Yaad Ayegi
Teri Kahi Hui Har Baat Yaad Ayegi
Din Dhal Jayega Raat Yaad Ayegi
Har Lamha Pehli Mulaqaat Yaad Aayegi
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Haan Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Haan Magar Jab Bhi Saans Letaa Hoon
Khushboo Ki Tarha Saansoonmain
Roz Tum Bikhartee Ho
Rooh Main Har Dam Utartee Ho
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatee
Jab Kari Dopahar Main Sooraj Ka
Aks Meray Badan Pay Parta Hay
Saaya Ban Ker Saath Saath Chaltee Ho
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Raat Ki Zulf Jab Bikharti Hay
Sapna Ban Ker
Meri Sooni Aankhoon Ki
Rooshni Bhi Bantay Ho
Har Ghari Meray Saath Rahtay Ho
To Tumhain Kaisay Yaad Kar Loon Main
Bhool Jaoon To Yaad Kar Loon Gaa
Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Haan Mujhay Yaad To Nahi Aatay
Jinhein Bhulaney Mein Yaro, Barey Zamaney Lagay
Jub Dil Dukha Tou Wohi Loog Yaad Aney Lagey