Zindagi jaise ek saza
Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,
gam ke saagar me is kadar kho gayi hai,
tum kar do ek SMS yeh gujarish hai meri,
tumari SMS ki aadat si ho gayi hai.
Related Posts
Zindagi behaal hai, Sur hai na taal hai,
Zindagi behaal hai,
Sur hai na taal hai,
Msg box bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hartal hai,
Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai.
Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai,
Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar jhukake Sharmane ki Aadat hai.
Mit gaye hain sab zakham,
Bas nishaan baaki reh gaya,
Saza puri ho gayi,
Karna gunaah baaki reh gaya.
Zindagi ko ek rangin kalpana samjho,
Subah ko sach raat ko sapna samjho,
Bhulana chahte ho sabhi gamo ko to,
Zindagi me mujhe apna samjho.
Dosti ke mayne hamse kya puchte ho,
Hum abhi in baton se anjaan hain,
Sirf ek gujarish hai ke bhool na jana hame,
Kyonki aapki dosti hi hamari jaan hai.